People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

apni khushiya tujhko de du
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aap-Ke-Deewane/Apni-Khushiyan
apni khushiya tujhko de du
tere aansu le lu
mar jau mai teri kahtir apni jaa de du
tere bina kaun mera
sun mere yaar
mera sab kuch bas tu mera pyar
ye hansi yado ki pyar bhare wado ki
duniya basi rahe
mere dil me jo hota hai
Lyricist: Anand Bakshi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aap-Ke-Deewane/Mere-Dil-Mein-
mere dil me jo hota hai, tere dil me kya hota hai
hota hai to, ye pyar hai, ikarar hai
han thoda kuchh hota to hai
jane kya isaka nam, main hu mushqil me
mere dil me jo hota hai, tere dil me kya hota hai
hota hai to, ye pyar hai, ikarar hai
han thoda kuchh hota to hai
jane kya isaka nam, main hu mushqil me

apani mushqil ko aasan kar lo, aankhon me jhanko pahachan kar lo
is dosti ko kuchh nam de do, aagaz de do anjaam de do
tum jo chaho isako samajho, jo samajho woh mujhako kah do
mujhako kahan inkar hai, ikarar hai

kuchh to bata do apani zubani, ham jod lenge aage kahani
bechain si hai kya zindagani, bas pyar ki hai ye hi nishani
aisa hai to rahane bhi do jane bhi do
kuchh aur to kahana abhi dushwar hai

kar do nazar se koyi ishara, kya faisala hai bolo tumhara
apane dilon ko aise na todo, qismat ki batein qismat pe chhod o
mausam bhi furasat bhi hai, aawoh mil ke jhume-gayein
ham phir kabhi sochenge kya pyar hai
mere dil me jo hota hai, tere dil me kya hota hai
hota hai to, ye pyar hai, ikarar hai
han thoda kuchh hota to hai
jane kya isaka nam, main hu mushqil me
hum to aapke diwane hai
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aap-Ke-Deewane/Hum-To-Aap-Ke-
hum to aapke diwane hai
bade mastane hai
hum to aapke diwane hai
bade mastane hai
hum to aapke diwane hai
bade mastane hai

hum to aapke diwane hai
bade mastane hai
hum to aapke diwane hai
bade mastane hai

hum to aapke diwane hai
bade mastane hai
hum to aapke diwane hai
bade mastane hai
tera jalwa tauba hai
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aap-Ke-Deewane/Tera-Jalwa-Tau
tera jalwa tauba hai tera jalwa, jabse dekha tauba hai tera jalwa
tera jalwa tauba hai tera jalwa, jabse dekha tauba hai tera jalwa
ho ji chahe ji bhar ke tarif karu, o kya kehna tauba hai tera jalwa
tera jalwa tauba hai tera jalwa, jabse dekha tauba hai tera jalwa
ho ji chahe ji bhar ke tarif karu, o kya kehna tauba hai tera jalwa
tera jalwa tauba hai tera jalwa

sunte the logo se afsane tere hay par tujhko dekha nahi tha
dekhe hasin to lakho hazaro hay koyi bhi tujh sa nahi tha
kaali zulfe udte badal gora chaand sa chehra
tera jalwa tauba hai tera jalwa, jabse dekha tauba hai tera jalwa

kaliyo se phulo se mehfil saji hai hay tera janm-din aaya
meri be-adabi tu maaf karna, hay main koyi tohafa na laya
jo khud phool ho usko kya de phulo ka guldasta
tera jalwa tauba hai tera jalwa, jabse dekha tauba hai tera jalwa

kehti hai duniya har ek dil pe hay dilbar ka nam likha hai
jane anjane chehre pe tere kiska salam likha hai
tera mehboob banega hay koyi qismat wala
tera jalwa tauba hai tera jalwa, jabse dekha tauba hai tera jalwa
ho ji chahe ji bhar ke tarif karu, o kya kehna tauba hai tera jalwa
tera jalwa tauba hai tera jalwa
phini naa naa baitho
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aap-Ke-Deewane/Ram-Kare-Allah
phini naa naa baitho
raam kare allaah kare teri-meri dosti bani rahe
raam kare allaah kare teri-meri dosti bani rahe
aage-aage tum dono pichhe-pichhe ham
hamako nahi koi duniyaa kaa gam
are rut aae rut jaae koi hanse koi gaae mahafil saji rahe
phini naa naa baitho, phini naa naa baitho
phini naa naa baitho

apani khushiyan tujhako de dun tere aansu le lun
haan thoda kuchh hota to hai
jane kya kisake lie hota hai
to ye pyar hai iqarar hai
are mar jaun mai teri khatir apani jaan pe khel
tere bina kaun mera sun mere yar
mera sab kuchh bas tu mera pyar
hame na ho gam na ho charche se kam na ho raunak lagi rahe
phini naa naa baitho, phini naa na baitho
phini naa naa baitho

ham saathi ek duje ke naam ko yaad rakhege
ik mastaani ik divaani shaam ko yaad rakhege
kabhi kahi aisa maza aaya hi nahi
ye hasi yado ki pyar ke vado ki duniyaa saji rahe
he raam kare allaah kare teri-meri dosti bani rahe
are raam kare allaah kare teri-meri dosti bani rahe
aage-aage tum dono pichhe-pichhe ham
hamako nahi koi duniya ka gam
are rut aae rut jaae koi hanse koi gaae mahafil saji rahe
phini na na baitho, phini naa naa baitho
phini na na baitho
tumko khush dekh kar
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aap-Ke-Deewane/Tumko-Khush-De
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua
ye aankh bhar aayi to phir kya hua
phir kya hua
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

kaun si sakh par kaun sa gul khile
kaun si sakh par kaun sa gul khile
yaro ye to nasibo ke hai faisle
isliye phir kare koi shikva gila
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua
ye aankh bhar aayi to phir kya hua
phir kya hua
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

tumne kya kah diya humne kya sun liya
tumne kya kah diya humne kya sun liya
uljhne mit gayi aa gaya chain sa
dard ko mil gayi jaise koi dava
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua
ye aankh bhar aayi to phir kya hua
phir kya hua
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

sari duniya se ye zindagi hai badi
sari duniya se ye zindagi hai badi
zindagi se magar dosti hai badi
dosto dosti ke liye shukriya
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua
ye aankh bhar aayi to phir kya hua
phir kya hua
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua
tumko khush dekh kar mai bahut khush hua